آنکھ میں چبھتا رہا اک خواب تو
کیا قیامت ہو اگر ہو رو بہ رو

پھر کبھی کہنے کو بیٹھوں گا غزل
درد لکھتا ہوں لہو سے، مو بہ مو

ہم گزاریں عمر زیبا آپ بن؟
ہو رہی ہے اب یہ اُن سے گفتگو

ذرہ ذرہ کر گئی ہے وہ مجھے
ریزہ ریزہ چونتا ہوں چار سو

ہوں ترے پیکر سے واقف نازنیں
بول تو کر دوں بیاں میں مو بہ مو

در بہ در رہتا ہوں میں بھی شوق سے
وہ بھی تو ملتی ہے مجھ کو کو بہ کو

اُن کو تو! کرنے لگیں سجدے غزال!
یوں کروں آغوش اُن کی مشک بو

آپ کی اب تک درخشانی جواں
پڑ چکی ہے دھیمی میری آبرو
आँख में चुभता रहा इक ख़्वाब तो
क्या क़यामत हो अगर हो रू-ब-रू

फिर कभी कहने को बैठूँगा ग़ज़ल
दर्द लिखता हूँ लहू से, मू-ब-मू

हम गुज़ारें उम्र ज़ेबा आप बिन?
हो रही है अब ये उन से गुफ़्तुगू

ज़र्रा ज़र्रा कर गई है वो मुझे
रेज़ा रेज़ा चुनता हूँ चार सू

हूँ तिरे पैकर से वाक़िफ़ नाज़नीं
बोल तो कर दूँ बयाँ मैं मू-ब-मू

दर-ब-दर रहता हूँ मैं भी शौक़ से
वो भी तो मिलती है मुझ को कू-ब-कू

उन को तो! करने लगें सज्दे ग़ज़ाल!
यूँ करूँ आग़ोश उन की मुश्क-बू

आप की अब तक दरख़्शानी जवाँ
पड़ चुकी है धीमी मेरी आबरू
aankh mein chubhta raha ek khwab to
kya qayamat ho agar ho roo-ba-roo

phir kabhi kehne ko baithunga ghazal
dard likhta hoon lahu se, moo-ba-moo

hum guzarein umr zeba aap bin?
ho rahi hai ab ye un se guftugu

zarra zarra kar gayi hai wo mujhe
reza reza chunta hoon chaar soo

hoon tere paikar se waqif nazaneen
bol to kar doon bayaan main moo-ba-moo

dar-ba-dar rehta hoon main bhi shauq se
wo bhi to milti hai mujh ko koo-ba-koo

un ko to! karne lagein sajde ghazaal!
yun karun aaghosh un ki mushk-boo

aap ki ab tak darakhshani jawan
pad chuki hai dheemi meri aabroo
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message