درد اپنا سب گرا کے جاتے ہیں
در پہ تیرے لوگ جتنے آتے ہیں

ہم بنے بیزار بنجارے یہاں
اب کبھی دھوکے کبھی غم پاتے ہیں

کتنی کنگالی ہے چھائی عشق کی
کچھ وفا والے بھی سکے لاتے ہیں

زندگی بے رنگ تختی لگتی ہے
اس لیے غم کے ترانے گاتے ہیں

گم شدہ ہوں جب لکیریں ہاتھ کی
کیا وہ پھر بھی بندوں کو اپناتے ہیں

عشق سے کیا پیٹ کیا گھر ہی چلے
میرے اپنے تو یہی سمجھاتے ہیں

ان ہواؤں کو ملی جانب 'سمر'
بال جب جب تیرے یہ لہراتے ہیں
दर्द अपना सब गिरा के जाते हैं
दर पे तेरे लोग जितने आते हैं

हम बने बेज़ार बंजारे यहाँ
अब कभी धोके कभी ग़म पाते हैं

कितनी कंगाली है छाई इश्क़ की
कुछ वफ़ा वाले भी सिक्के लाते हैं

ज़िंदगी बे-रंग तख़्ती लगती है
इस लिए ग़म के तराने गाते हैं

गुम-शुदा हों जब लकीरें हाथ की
क्या वो फिर भी बंदों को अपनाते हैं

इश्क़ से क्या पेट क्या घर ही चले
मेरे अपने तो यही समझाते हैं

इन हवाओं को मिली जानिब 'समर'
बाल जब जब तेरे ये लहराते हैं
dard apna sab gira ke jaate hain
dar pe tere log jitne aate hain

hum bane bezaar banjare yahan
ab kabhi dhoke kabhi gham paate hain

kitni kangali hai chhayi ishq ki
kuch wafa wale bhi sikke laate hain

zindagi be-rang takhti lagti hai
is liye gham ke taraane gaate hain

gum-shuda hon jab lakeerein haath ki
kya wo phir bhi bandon ko apnaate hain

ishq se kya pet kya ghar hi chale
mere apne to yahi samjhaate hain

in hawaon ko mili jaanib 'Samar'
baal jab jab tere ye lehraate hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message