غم خود ہی چلے آتے تھے اکثر مرے گھر میں
یعنی کہ بہت تھے یہ میسر مرے گھر میں

بہتا تھا لہو آنکھ سے تنہائی میں اکثر
کٹتا تھا جگر چلتے تھے خنجر مرے گھر میں

بکھرا تھا عجب طور سے شیرازۂ ہستی
جیسے کہ بپا تھا کوئی محشر مرے گھر میں

مجھ کو مری تنہائی سے شکوہ بھی نہیں ہے
بکھرا رہا اس زلف کا منظر مرے گھر میں

اس ماں سے جدا ہو کے بہت غم میں رہا میں
رہتی تھی مری پیاری سی دختر مرے گھر میں

اک شخص کو نفرت تھی مرے نام سے لیکن
لکھتا تھا مرے نام سے دفتر مرے گھر میں
ग़म ख़ुद ही चले आते थे अक्सर मिरे घर में
यानी कि बहुत थे ये मयस्सर मिरे घर में

बहता था लहू आँख से तन्हाई में अक्सर
कटता था जिगर चलते थे ख़ंजर मिरे घर में

बिखरा था अजब तौर से शीराज़ा-ए-हस्ती
जैसे कि बपा था कोई महशर मिरे घर में

मुझ को मिरी तन्हाई से शिकवा भी नहीं है
बिखरा रहा इस ज़ुल्फ़ का मंज़र मिरे घर में

उस माँ से जुदा हो के बहुत ग़म में रहा मैं
रहती थी मिरी प्यारी सी दुख़्तर मिरे घर में

इक शख़्स को नफ़रत थी मिरे नाम से लेकिन
लिखता था मिरे नाम से दफ़्तर मिरे घर में
gham khud hi chale aate the aksar mere ghar mein
yaani ke bahut the ye mayassar mere ghar mein

behta tha lahu aankh se tanhai mein aksar
kat-ta tha jigar chalte the khanjar mere ghar mein

bikhra tha ajab taur se sheeraza-e-hasti
jaise ke bapa tha koi mehshar mere ghar mein

mujh ko meri tanhai se shikwa bhi nahin hai
bikhra raha is zulf ka manzar mere ghar mein

us maa se juda ho ke bahut gham mein raha main
rehti thi meri pyari si dukhtar mere ghar mein

ek shakhs ko nafrat thi mere naam se lekin
likhta tha mere naam se daftar mere ghar mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message