عشق آفت ہے ڈر گئی ہو گیا
مجھ پہ احسان کر گئی ہو کیا

مجھ کو بیزار کر رہی تھی تم
مجھ کو بیزار کر گئی ہو کیا

جان ہو جان پہ وبال بھی ہو
میرے دل سے اتر گئی ہو گیا

لبوں سے توڑوں ہر جگہ سے تمہیں
اُس نزاکت سے بھر گئی ہو گیا

آج شاداب ہے ہر ایک کلی
میرے آنگن سے تر گئی ہو کیا

پھر تمہارا فراق جا گا ہے
پھر سے اک بار مر گئی ہو گیا
इश्क़ आफ़त है डर गई हो क्या
मुझ पे एहसान कर गई हो क्या

मुझ को बेज़ार कर रही थी तुम
मुझ को बेज़ार कर गई हो क्या

जान हो जान पे वबाल भी हो
मेरे दिल से उतर गई हो क्या

लबों से तोड़ूँ हर जगह से तुम्हें
उस नज़ाकत से भर गई हो क्या

आज शादाब है हर एक कली
मेरे आँगन से तर गई हो क्या

फिर तुम्हारा फ़िराक़ जागा है
फिर से इक बार मर गई हो क्या
ishq aafat hai dar gayi ho kya
mujh pe ehsaan kar gayi ho kya

mujh ko bezaar kar rahi thi tum
mujh ko bezaar kar gayi ho kya

jaan ho jaan pe wabaal bhi ho
mere dil se utar gayi ho kya

labon se todoon har jagah se tumhein
us nazakat se bhar gayi ho kya

aaj shaadaab hai har ek kali
mere aangan se tar gayi ho kya

phir tumhara firaq jaaga hai
phir se ek baar mar gayi ho kya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message