میرے دل کا مکاں جو خالی ہے
اس میں تیری ہی یاد آتی ہے

خیریت پوچھ لینا تم میری
جینے کی وجہ یہ بھی کافی ہے

اس ہوا کی ادا کو تو دیکھو
جب بھی چلتی ہے لگتی پیاری ہے

سبکا ہی طورِ زیست دیکھ لیا
دیکھنا صرف خود کا باقی ہے

میں ہی اک بھاؤ کھاتا رہتا ہوں
وہ نہ جانے ہی کب سے راضی ہے

کیسے دونوں قریب آ گئے ہیں
کس کی آخر یہ مہربانی ہے

خود بخود زخم بھر گئے میرے
جب سنا آج آنے والی ہے

یہ جو صورت ہے آپ کی دلکش
میں نے جانا کہ صرف کاغذی ہے

بات جو سن چکے 'سمر' تم آج
بات یہ میرے اپنے گھر کی ہے
मेरे दिल का मकाँ जो ख़ाली है
इसमें तेरी ही याद आती है

ख़ैरियत पूछ लेना तुम मेरी
जीने की वज्ह ये भी काफ़ी है

इस हवा की अदा को तो देखो
जब भी चलती है लगती प्यारी है

सबका ही तौर-ए-ज़ीस्त देख लिया
देखना सिर्फ़ ख़ुद का बाक़ी है

मैं ही इक भाव खाता रहता हूँ
वो न जाने ही कब से राज़ी है

कैसे दोनों क़रीब आ गए हैं
किस की आख़िर ये मेहरबानी है

ख़ुद-ब-ख़ुद ज़ख़्म भर गए मेरे
जब सुना आज आने वाली है

ये जो सूरत है आप की दिलकश
मैं ने जाना कि सिर्फ़ काग़ज़ी है

बात जो सुन चुके 'समर' तुम आज
बात ये मेरे अपने घर की है
mere dil ka makan jo khaali hai
ismein teri hi yaad aati hai

khairiyat pooch lena tum meri
jeene ki wajah ye bhi kaafi hai

is hawa ki ada ko to dekho
jab bhi chalti hai lagti pyari hai

sabka hi taur-e-zeest dekh liya
dekhna sirf khud ka baqi hai

main hi ik bhaav khaata rehta hoon
wo na jaane hi kab se raazi hai

kaise dono qareeb aa gaye hain
kis ki aakhir ye meharbaani hai

khud-ba-khud zakhm bhar gaye mere
jab suna aaj aane wali hai

ye jo soorat hai aap ki dilkash
main ne jaana ki sirf kaghazi hai

baat jo sun chuke 'Samar' tum aaj
baat ye mere apne ghar ki hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message