مجھ کو ہونا سکھاتی ہے مجھ میں
اِس لیے آتی جاتی ہے مجھ میں

خوف بھی مجھ سے خوف کھاتا ہے
شب تو کیسے بتاتی ہے مجھ میں

لہو میں میرے کوئی بات ہے کیا
کیوں تو شر شر نہاتی ہے مجھ میں

میری آنکھوں میں ہے غبار آ دیکھ
دھول زیبا اڑاتی ہے مجھ میں

چلا جاتا ہوں جب میں مجھ سے وہاں
کون سی ذات آتی ہے مجھ میں

ایک خواہش بچی ہے جو ہر دن
ایک حسرت جگاتی ہے مجھ میں

نیر نیزے سِنان چلتے ہیں
ایک خوشبو بچاتی ہے مجھ میں
मुझ को होना सिखाती है मुझ में
इस लिए आती जाती है मुझ में

ख़ौफ़ भी मुझ से ख़ौफ़ खाता है
शब तू कैसे बिताती है मुझ में

लहू में मेरे कोई बात है क्या
क्यूँ तू शर शर नहाती है मुझ में

मेरी आँखों में है ग़ुबार आ देख
धूल ज़ेबा उड़ाती है मुझ में

चला जाता हूँ जब मैं मुझ से वहाँ
कौन सी ज़ात आती है मुझ में

एक ख़्वाहिश बची है जो हर दिन
एक हसरत जगाती है मुझ में

नीर नेज़े सिनान चलते हैं
एक ख़ुशबू बचाती है मुझ में
mujh ko hona sikhati hai mujh mein
is liye aati jaati hai mujh mein

khauf bhi mujh se khauf khata hai
shab tu kaise bitati hai mujh mein

lahu mein mere koi baat hai kya
kyun tu shar shar nahati hai mujh mein

meri aankhon mein hai ghubar aa dekh
dhool zeba udati hai mujh mein

chala jaata hoon jab main mujh se wahan
kaun si zaat aati hai mujh mein

ek khwahish bachi hai jo har din
ek hasrat jagati hai mujh mein

Neer neze sinaan chalte hain
ek khushbu bachati hai mujh mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message