مجھ سے کہتی کہ یہ عشق کیا ہوتا ہے
میں اسے کہتا ہوں اک نشہ ہوتا ہے

یا تو ہر شخص اس میں فنا ہوتا ہے
یا کسی کے لیے بس جوا ہوتا ہے

درد جو اپنے ہی ہمنوا سے ملے
اس میں بھی درد یہ اچھا سا ہوتا ہے

جتنی ہی بار ہوتا رہے عشق پر
ہر جواں کے لیے کچھ نیا ہوتا ہے

پیاس اور بھوک اس کے لیے کچھ نہیں
یہ خدا سے نہ کم پر بڑا ہوتا ہے

کتنی سانسیں تھمی ہیں 'انوج' عشق میں
کیوں کسی سے یہ آخر جدا ہوتا ہے
मुझ से कहती कि ये इश्क़ क्या होता है
मैं उसे कहता हूँ इक नशा होता है

या तो हर शख़्स इसमें फ़ना होता है
या किसी के लिए बस जुआ होता है

दर्द जो अपने ही हमनवा से मिले
उस में भी दर्द ये अच्छा सा होता है

जितनी ही बार होता रहे इश्क़ पर
हर जवाँ के लिए कुछ नया होता है

प्यास और भूख इस के लिए कुछ नहीं
ये ख़ुदा से न कम पर बड़ा होता है

कितनी साँसें थमी हैं 'अनुज' इश्क़ में
क्यूँँ किसी से ये आख़िर जुदा होता है
mujh se kehti ki ye ishq kya hota hai
main use kehta hoon ik nasha hota hai

ya to har shakhs ismein fanaa hota hai
ya kisi ke liye bas jua hota hai

dard jo apne hi hamnawa se mile
us mein bhi dard ye achha sa hota hai

jitni hi baar hota rahe ishq par
har jawan ke liye kuch naya hota hai

pyaas aur bhook is ke liye kuch nahin
ye khuda se na kam par bada hota hai

kitni saansein thami hain 'Anuj' ishq mein
kyun kisi se ye aakhir judaa hota hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message