شہر کی شمع کو بجھاتے ہو اس پہ امید بھی جگاتے ہو
جھوٹ پر جھوٹ بولنے کا فن آپ آخر کہاں سے لاتے ہو

حادثہ کچھ ہوا ہے ورنہ تم بے سبب تھوڑی مسکراتے ہو
کون سی راہ میں رکے گا دل کس قدر تم قدم بڑھاتے ہو

خلد ہے سامنے تمہارے اور تم کہیں اور کھٹکھٹاتے ہو
ایک بوسے پہ سب لٹا دیں ہم پر کہاں سہل ہاتھ آتے ہو
शहर की शम'अ को बुझाते हो उस पे उम्मीद भी जगाते हो
झूठ पर झूठ बोलने का फ़न आप आख़िर कहाँ से लाते हो

हादसा कुछ हुआ है वर्ना तुम बेसबब थोड़ी मुस्कुराते हो
कौन सी राह में रुकेगा दिल किस क़दर तुम क़दम बढ़ाते हो

ख़ुल्द है सामने तुम्हारे और तुम कहीं और खटखटाते हो
एक बोसे पे सब लुटा दें हम पर कहाँ सहल हाथ आते हो
shahr ki shama ko bujhate ho us pe umeed bhi jagate ho
jhooth par jhooth bolne ka fan aap aakhir kahan se laate ho

haadsa kuch hua hai warna tum be-sabab thodi muskuraate ho
kaun si raah mein rukega dil kis qadar tum qadam badhaate ho

khuld hai saamne tumhare aur tum kahin aur khatkhataate ho
ek bose pe sab luta dein hum par kahan sahal haath aate ho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message