تھی عذابِ جان جو وہ اب کہاں تک آگئی
اِضْطِرابی خوب بھی سوزِ نِہاں تک آگئی

اس کی باہوں سے نکل کے منتظر اس دن کا تھا
اس کی خوشبو آج میرے آستاں تک آگئی

اس حسینہ کے بدن سے گفتگو کرتا رہا
اس کی پسلی رس بھری میری زباں تک آگئی

زندگی بس زندگی تھی پھر نہ جانے کیا ہوا
کیا ہوا اس کو نہ جانے اِمْتِحاں تک آگئی

آج وہ بھی بات دل کی نیر سے کرنے لگی
سسکیاں لینے لگی اور ہچکیاں تک آگئی

آرزوئے دید ہے اور موت ہے اب تو بتا
میں یہاں تک آگیا ہوں تو کہاں تک آگئی

بات اتنی سی بھی کیا کن والے کے بس میں نہیں
بات بڑھتے بڑھتے کیوں آہ و فُغاں تک آگئی
थी अज़ाब-ए-जाँ जो वो अब कहाँ तक आ गई
इज़्तिराबी ख़ूब भी सोज़-ए-निहाँ तक आ गई

उस की बाहों से निकल के मुंतज़िर इस दिन का था
उस की ख़ुशबू आज मेरे आस्ताँ तक आ गई

उस हसीना के बदन से गुफ़्तुगू करता रहा
उस की पसली रस भरी मेरी ज़बाँ तक आ गई

ज़िंदगी बस ज़िंदगी थी फिर न जाने क्या हुआ
क्या हुआ इस को न जाने इम्तिहाँ तक आ गई

आज वो भी बात दिल की नीर से करने लगी
सिसकियाँ लेने लगी और हिचकियाँ तक आ गई

आरज़ू-ए-दीद है और मौत है अब तो बता
मैं यहाँ तक आ गया हूँ तू कहाँ तक आ गई

बात इतनी सी भी क्या कुन वाले के बस में नहीं
बात बढ़ते बढ़ते क्यूँ आह-ओ-फ़ुग़ाँ तक आ गई
thi azaab-e-jaan jo wo ab kahan tak aa gayi
iztirabi khoob bhi soz-e-nihan tak aa gayi

us ki baahon se nikal ke muntazir is din ka tha
us ki khushbu aaj mere aastaan tak aa gayi

us haseena ke badan se guftugu karta raha
us ki pasli ras bhari meri zabaan tak aa gayi

zindagi bas zindagi thi phir na jaane kya hua
kya hua is ko na jaane imtihaan tak aa gayi

aaj wo bhi baat dil ki Neer se karne lagi
siskiyan lene lagi aur hichkiyan tak aa gayi

aarzoo-e-deed hai aur maut hai ab to bata
main yahan tak aa gaya hoon tu kahan tak aa gayi

baat itni si bhi kya kun wale ke bas mein nahin
baat barhte barhte kyun aah-o-fughaan tak aa gayi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message