تم کبھی میرے پاس تو آؤ
کہتے ہو مجھ کو خاص تو آؤ

چھپ کے بیٹھی ہے آپ کے اندر
ختم کرنی ہے پیاس تو آؤ

رک ہی جائے گا وقت کا جھرنا
تم گرا کے لباس تو آؤ

اتنا مشکل بھی یہ نہیں ہوتا
سیکھنا ہے ولاس تو آؤ

باتیں تو سب کی ہوتی ہیں میٹھی
ہے لبوں پہ مٹھاس تو آؤ
तुम कभी मेरे पास तो आओ
कहते हो मुझ को ख़ास तो आओ

छुप के बैठी है आप के अंदर
ख़त्म करनी है प्यास तो आओ

रुक ही जाएगा वक़्त का झरना
तुम गिरा के लिबास तो आओ

इतना मुश्किल भी ये नहीं होता
सीखना है विलास तो आओ

बातें तो सबकी होती हैं मीठी
है लबों पे मिठास तो आओ
tum kabhi mere paas to aao
kahte ho mujh ko khaas to aao

chhup ke baithi hai aap ke andar
khatm karni hai pyaas to aao

ruk hi jaega waqt ka jharna
tum gira ke libaas to aao

itna mushkil bhi ye nahin hota
seekhna hai vilaas to aao

baatein to sabki hoti hain meethi
hai labon pe mithaas to aao
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message