وَرَق مقتل بنا دینا قلم قاتل بنا دینا
جگر کو چیر دینا اور شگفتہ دل بنا دینا

ذرا سی داد کے خاطر نہ لوگوں میں نظر آنا
جہاں مَطلع چَھلَک جائے وہیں محفل بنا دینا

ارادہ ہو اگر مولا کبھی قسمت بدلنے کا
جو لا حاصل بنایا ہے اسے حاصل بنا دینا

نہ رکھنا مجھ کو شہرت کے چمکتے باب کے اندر
مری گمنام ہستی کو فقط قابل بنا دینا

بہت تسکین پہنچے گی ہر اک تکمیل سے مجھ کو
جہاں غالب نظر آئے وہیں بیدل بنا دینا
वरक़ मक़्तल बना देना क़लम क़ातिल बना देना
जिगर को चीर देना और शगुफ़्ता दिल बना देना

ज़रा सी दाद के ख़ातिर न लोगों में नज़र आना
जहाँ मतला छलक जाए वहीं महफ़िल बना देना

इरादा हो अगर मौला कभी क़िस्मत बदलने का
जो ला-हासिल बनाया है उसे हासिल बना देना

न रखना मुझ को शोहरत के चमकते बाब के अंदर
मिरी गुमनाम हस्ती को फ़क़त क़ाबिल बना देना

बहुत तस्कीन पहुँचेगी हर इक तकमील से मुझ को
जहाँ ग़ालिब नज़र आए वहीं बेदिल बना देना
waraq maqtal bana dena qalam qatil bana dena
jigar ko cheer dena aur shagufta dil bana dena

zara si daad ke khatir na logon mein nazar aana
jahan matla chhalak jaye wahin mehfil bana dena

irada ho agar maula kabhi qismat badalne ka
jo laa-hasil banaya hai use hasil bana dena

na rakhna mujh ko shohrat ke chamakte baab ke andar
meri gumnam hasti ko faqat qaabil bana dena

bahut taskeen pahunchegi har ek takmeel se mujh ko
jahan ghalib nazar aaye wahin bedil bana dena
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message