آپ کی آنکھ سے گہرا ہے مری روح کا زخم
آپ کیا سوچ سکیں گے مری تنہائی کو

میں تو دم توڑ رہا تھا مگر افسردہ حیات
خود چلی آئی مری حوصلہ افزائی کو

لذتِ غم کے سوا تیری نگاہوں کے بغیر
کون سمجھا ہے مرے زخم کی گہرائی کو

میں بڑھاؤں گا تری شہرتِ خوشبو کا نکھار
تو دعا دے مرے افسانۂ رسوائی کو

وہ تو یوں کہیے کہ اک قوسِ قزح پھیل گئی
ورنہ میں بھول گیا تھا تری انگڑائی کو
आप की आँख से गहरा है मिरी रूह का ज़ख़्म
आप क्या सोच सकेंगे मिरी तन्हाई को

मैं तो दम तोड़ रहा था मगर अफ़सुर्दा हयात
ख़ुद चली आई मिरी हौसला-अफ़ज़ाई को

लज़्ज़त-ए-ग़म के सिवा तेरी निगाहों के बग़ैर
कौन समझा है मिरे ज़ख़्म की गहराई को

मैं बढ़ाऊँगा तिरी शोहरत-ए-ख़ुश-बू का निखार
तू दुआ दे मिरे अफ़साना-ए-रुसवाई को

वो तो यूँ कहिए कि इक क़ौस-ए-क़ुज़ह फैल गई
वर्ना मैं भूल गया था तिरी अँगड़ाई को
Aap ki aankh se gahra hai meri rooh ka zakhm
Aap kya soch sakein ge meri tanhai ko

Main to dam tod raha tha magar afsurda hayat
Khud chali aayi meri hausla-afzayi ko

Lazzat-e-gham ke siwa teri nigahon ke baghair
Kaun samjha hai mere zakhm ki gahrai ko

Main badhaunga teri shohrat-e-khushboo ka nikhaar
Tu dua de mere afsana-e-ruswayi ko

Woh to yun kahiye ki ek qaus-e-quzah phail gayi
Warna main bhool gaya tha teri angdai ko
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message