چنگاریوں کو خون سے ٹھنڈا کیا گیا
مت پوچھ تیرے عشق میں کیا کیا کیا گیا

رونے لگیں تو ہاتھوں میں آئینہ دے دیا
ہم کو ہمارے سامنے رسوا کیا گیا

پلکیں رگڑ کے آنکھوں سے نہریں نکال دیں
اس طرح ریگزاروں کو دریا کیا گیا

جس نے بنایا گھر وہ ہے مہمان کی طرح
گھر لا کے اک پرائے کو گھر کا کیا گیا
चिंगारियों को ख़ून से ठंडा किया गया
मत पूछ तेरे इश्क़ में क्या क्या किया गया

रोने लगीं तो हाथों में आईना दे दिया
हम को हमारे सामने रुस्वा किया गया

पलकें रगड़ के आँखों से नहरें निकाल दीं
इस तरह रेगज़ारों को दरिया किया गया

जिस ने बनाया घर वो है मेहमान की तरह
घर ला के इक पराए को घर का किया गया
chingariyon ko khoon se thanda kiya gaya
mat poochh tere ishq mein kya kya kiya gaya

rone lagin to hathon mein aaina de diya
hum ko hamare saamne ruswa kiya gaya

palkein ragad ke aankhon se nahrein nikaal dein
is tarah regzaaron ko dariya kiya gaya

jis ne banaya ghar wo hai mehmaan ki tarah
ghar laa ke ik paraye ko ghar ka kiya gaya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message