درمیاں فاصلہ نہیں ہوگا
ہم سے شکوہ گلہ نہیں ہوگا

عمر بھر چاہے اس سے مل نہ سکیں
وہ مگر بے وفا نہیں ہوگا

خاک ہو جائیں گر تری خاطر
عشق میں یہ برا نہیں ہوگا

عمر بھر مجھ پہ جو رہا طاری
کیا مجھے سوچتا نہیں ہوگا

تم کو سو یار مل گئے ہوں گے
ہم سا پاگل ملا نہیں ہوگا

ڈھونڈیے تو ملے گی راہ نئی
ایک خواہش سے کیا نہیں ہوگا

کوششیں لاکھ کر کے دیکھو تم
گر نہ چاہے خدا نہیں ہوگا

یاد آئے گی کچھ دنوں اس کی
پھر تو یہ سلسلہ نہیں ہوگا

شہر سے گاؤں لوٹوں تو ساحل
گاؤں اب پہلے سا نہیں ہوگا
दरमियाँ फ़ासला नहीं होगा
हम से शिकवा-गिला नहीं होगा

उम्र भर चाहे उस से मिल न सकें
वो मगर बेवफ़ा नहीं होगा

ख़ाक हो जाएँ गर तिरी ख़ातिर
इश्क़ में ये बुरा नहीं होगा

उम्र भर मुझ पे जो रहा तारी
क्या मुझे सोचता नहीं होगा

तुम को सौ यार मिल गए होंगे
हम सा पागल मिला नहीं होगा

ढूँढिए तो मिलेगी राह नई
एक ख़्वाहिश से क्या नहीं होगा

कोशिशें लाख कर के देखो तुम
गर न चाहे ख़ुदा नहीं होगा

याद आएगी कुछ दिनों उस की
फिर तो ये सिलसिला नहीं होगा

शहर से गाँव लौटू तो 'साहिल'
गाँव अब पहले सा नहीं होगा
Darmiyan faasla nahi hoga
Hum se shikwa gila nahi hoga

Umar bhar chahe us se mil na sakein
Wo magar bewafa nahi hoga

Khaak ho jayein gar teri khatir
Ishq mein ye bura nahi hoga

Umar bhar mujh pe jo raha taari
Kya mujhe sochta nahi hoga

Tum ko sau yaar mil gaye honge
Hum sa pagal mila nahi hoga

Dhoondiye to milegi raah nayi
Ek khwahish se kya nahi hoga

Koshishein laakh kar ke dekho tum
Gar na chahe khuda nahi hoga

Yaad aayegi kuch dinon us ki
Phir to ye silsila nahi hoga

Shahar se gaon lautun to sahil
Gaon ab pehle sa nahi hoga
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message