دیتا ہے ہجر مجھ کو یہ مہلت کبھی کبھی
ہوتی ہے سانس لینے کی فرصت کبھی کبھی

وحشت میں ٹوٹ جاتے ہیں آئینے ضبط کے
رونے کی آ ہی جاتی ہے نوبت کبھی کبھی

میں چیختا ہوں رات میں آسیب کی طرح
خود بھی میں خود سے کھاتا ہوں ہیبت کبھی کبھی

مجھ کو تمہارے عشق نے برباد کر دیا
تمغہ لگے ہے مجھ کو یہ تہمت کبھی کبھی

دل میں اترتا جاتا ہے تنہائیوں کا خوف
آنکھوں میں خون بھرتی ہے وحشت کبھی کبھی

ہم کو کسی نے پیار سے دیکھا نہیں کبھی
آئینہ دیکھ لیتا ہے صورت کبھی کبھی

تم سن رہے ہو مجتبیٰ شہروزؔ کی غزل
بد قسمتوں کی کھلتی ہے قسمت کبھی کبھی
देता है हिज्र मुझ को ये मोहलत कभी कभी
होती है साँस लेने की फ़ुर्सत कभी कभी

वहशत में टूट जाते हैं आईने ज़ब्त के
रोने की आ ही जाती है नौबत कभी कभी

मैं चीख़ता हूँ रात में आसेब की तरह
ख़ुद भी मैं ख़ुद से खाता हूँ हैबत कभी कभी

मुझ को तुम्हारे इश्क़ ने बर्बाद कर दिया
तमग़ा लगे है मुझ को ये तोहमत कभी कभी

दिल में उतरता जाता है तन्हाइयों का ख़ौफ़
आँखों में ख़ून भरती है वहशत कभी कभी

हम को किसी ने प्यार से देखा नहीं कभी
आईना देख लेता है सूरत कभी कभी

तुम सुन रहे हो मुजतबा शहरोज़ की ग़ज़ल
बद-क़िस्मतों की खुलती है क़िस्मत कभी कभी
deta hai hijr mujh ko ye mohlat kabhi kabhi
hoti hai saans lene ki fursat kabhi kabhi

wahshat mein toot jaate hain aaine zabt ke
rone ki aa hi jaati hai naubat kabhi kabhi

main cheekhta hoon raat mein aaseb ki tarah
khud bhi main khud se khata hoon haibat kabhi kabhi

mujh ko tumhare ishq ne barbaad kar diya
tamgha lage hai mujh ko ye tohmat kabhi kabhi

dil mein utarta jaata hai tanhaiyon ka khauf
aankhon mein khoon bharti hai wahshat kabhi kabhi

hum ko kisi ne pyaar se dekha nahin kabhi
aaina dekh leta hai soorat kabhi kabhi

tum sun rahe ho Mujtaba Shahroz ki ghazal
bad-qismaton ki khulti hai qismat kabhi kabhi
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message