اک دو اپنے یار ہوئے
باقی سب اغیار ہوئے

اب تو زمانہ بیت گیا
محلوں کو بازار ہوئے

لفظوں کے کچھ تیر چلے
اور لہجے تلوار ہوئے

کتنے ساون بیت گئے
گوری کا دیدار ہوئے

پانی سے تھا خوف جنہیں
کیسے دریا پار ہوئے
इक दो अपने यार हुए
बाक़ी सब अग़्यार हुए

अब तो ज़माना बीत गया
महलों को बाज़ार हुए

लफ़्ज़ों के कुछ तीर चले
और लहजे तलवार हुए

कितने सावन बीत गए
गोरी का दीदार हुए

पानी से था ख़ौफ़ जिन्हें
कैसे दरिया पार हुए
Ek do apne yaar hue
Baaqi sab aghyar hue

Ab to zamana beet gaya
Mahlon ko bazaar hue

Lafzon ke kuch teer chale
Aur lehje talwaar hue

Kitne sawan beet gaye
Gori ka deedar hue

Paani se tha khauf jinhein
Kaise dariya paar hue
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message