گل سے کب غداری کی
کچھ دن خار سے یاری کی

جسم نمائش کی کھُل کے
اشکوں نے ہشیاری کی

وقت نے آکے سمجھایا
ہم نے وقت گزاری کی

اپنوں پہ بس حملے ہیں
عادت دیکھو آری کی

کچھ اصلاح کرو اپنی
خو مت ڈالو ساری کی

عزت پاکے علم ہوا
کیوں تذلیل ہماری کی

باتوں میں ہے اتنا غرور
خو ہے کیا دل آزاری کی

ناکامی اپنی تقدیر
عشق میں جب عیاری کی

موت کی آمد پہ مقصود
جینے کی تیاری کی
गुल से कब ग़द्दारी की
कुछ दिन ख़ार से यारी की

जिस्म नुमाइश की खुल के
अश्कों ने हुश्यारी की

वक़्त ने आके समझाया
हम ने वक़्त-गुज़ारी की

अपनों पे बस हमले हैं
आदत देखो आरी की

कुछ इस्लाह करो अपनी
ख़ू मत डालो सारी की

इज़्ज़त पाके इल्म हुआ
क्यों तज़लील हमारी की

बातों में है इतना ग़ुरूर
ख़ू है क्या दिल-आज़ारी की

नाकामी अपनी तक़दीर
इश्क़ में जब अय्यारी की

मौत की आमद पे मक़सूद
जीने की तैयारी की
gul se kab ghaddari ki
kuch din khaar se yaari ki

jism numaish ki khul ke
ashkon ne hushyari ki

waqt ne aake samjhaya
hum ne waqt guzari ki

apnon pe bas hamle hain
aadat dekho aari ki

kuch islah karo apni
khoo mat daalo saari ki

izzat paake ilm hua
kyun tazleel hamari ki

baaton mein hai itna ghuroor
khoo hai kya dil aazari ki

nakaami apni taqdeer
ishq mein jab ayyari ki

maut ki aamad pe Maqsood
jeene ki taiyari ki
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message