ہجر میں اشک بہانے سے بھلا کیا ہوگا
اے مرے دل یہ بتا تجھ سے نیا کیا ہوگا

میں نے اک عمر اسی ڈر میں گزاری ہے کہ وہ
گر مرا ہو نہیں پایا تو مرا کیا ہوگا

ایسے چہرے ہیں کہ میں ہوش گنوا دیتا ہوں
بندے ایسے ہیں تو پھر سوچ خدا کیا ہوگا

مجھ کو دنیا نہ ملی تو نہ ملا کچھ نہ ملا
اب مرے ساتھ بتا اور برا کیا ہوگا
हिज्र में अश्क बहाने से भला क्या होगा
ऐ मिरे दिल ये बता तुझ से नया क्या होगा

मैं ने इक उम्र इसी डर में गुज़ारी है कि वो
गर मिरा हो नहीं पाया तो मिरा क्या होगा

ऐसे चेहरे हैं कि मैं होश गँवा देता हूँ
बंदे ऐसे हैं तो फिर सोच ख़ुदा क्या होगा

मुझ को दुनिया न मिली तो न मिला कुछ न मिला
अब मिरे साथ बता और बुरा क्या होगा
hijr mein ashk bahane se bhala kya hoga
ae mere dil ye bata tujh se naya kya hoga

main ne ek umr isi darr mein guzari hai ke wo
gar mera ho nahin paya to mera kya hoga

aise chehre hain ke main hosh ganwa deta hoon
bande aise hain to phir soch khuda kya hoga

mujh ko duniya na mili to na mila kuch na mila
ab mere saath bata aur bura kya hoga
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message