کیسے ٹوٹا ہے آئینہ دل کا
کون پوچھے گا ماجرا دل کا

روٹھ کر خود ہی مان جاتا ہے
چلتا رہتا ہے سلسلہ دل کا

کیا خبر کب کسی پہ آ جائے
کیا بھروسہ ہے بے وفا دل کا

اب کلیجہ نہ منہ کو آ جائے
ہم نے مانا تھا بس کہا دل کا

دل سے امید دل کو ہوتی ہے
دل ہی ہوتا ہے آسرا دل کا

لوگ پتھر کو دل سمجھتے ہیں
اور بناتے ہیں آئینہ دل کا
कैसे टूटा है आईना दिल का
कौन पूछेगा माजरा दिल का

रूठ कर ख़ुद ही मान जाता है
चलता रहता है सिलसिला दिल का

क्या ख़बर कब किसी पे आ जाए
क्या भरोसा है बे-वफ़ा दिल का

अब कलेजा न मुँह को आ जाए
हम ने माना था बस कहा दिल का

दिल से उमीद दिल को होती है
दिल ही होता है आसरा दिल का

लोग पत्थर को दिल समझते हैं
और बनाते हैं आईना दिल का
Kaise toota hai aaina dil ka
Kaun poochega majra dil ka

Rooth kar khud hi maan jaata hai
Chalta rehta hai silsila dil ka

Kya khabar kab kisi pe aa jaye
Kya bharosa hai bewafa dil ka

Ab kaleja na munh ko aa jaye
Hum ne maana tha bas kaha dil ka

Dil se umeed dil ko hoti hai
Dil hi hota hai aasra dil ka

Log patthar ko dil samajhte hain
Aur banate hain aaina dil ka
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message