کاندھے پہ ان کے سر تھا اور خواب آ رہے تھے
مفلس کی جھونپڑی میں مہتاب آ رہے تھے

وہ ترک کر رہے تھے ہنس کر سبھی تعلّق
آنکھوں میں اُس ہنسی سے سیلاب آ رہے تھے

وہ جھیل کے کنارے انگڑائی لے رہی تھی
پانی میں اِس سبب ہی گرداب آ رہے تھے

فرقت کی شب میں ہم نے ساغر اٹھا لیا تھا
رنج و الم کی صورت احباب آ رہے تھے

بھولے سے اس نے میری آنکھوں کو چھو لیا تھا
سو دید میں مناظر شاداب آ رہے تھے
काँधे पे उन के सर था और ख़्वाब आ रहे थे
मुफ़्लिस की झोंपड़ी में महताब आ रहे थे

वो तर्क कर रहे थे हँस कर सभी तअल्लुक़
आँखों में उस हँसी से सैलाब आ रहे थे

वो झील के किनारे अंगड़ाई ले रही थी
पानी में इस सबब ही गिर्दाब आ रहे थे

फ़ुर्क़त की शब में हम ने साग़र उठा लिया था
रंज ओ अलम की सूरत अहबाब आ रहे थे

भूले से उस ने मेरी आँखों को छू लिया था
सो दीद में मनाज़िर शादाब आ रहे थे
kandhe pe un ke sar tha aur khwab aa rahe the
muflis ki jhonpri mein mahtab aa rahe the

wo tark kar rahe the hans kar sabhi taalluq
aankhon mein us hansi se sailaab aa rahe the

wo jheel ke kinare angdai le rahi thi
paani mein is sabab hi girdaab aa rahe the

furqat ki shab mein hum ne saghar utha liya tha
ranj o alam ki soorat ahbaab aa rahe the

bhoole se us ne meri aankhon ko chhoo liya tha
so deed mein manazir shaadaab aa rahe the
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message