میں نے پوچھا تھا کہ بارش بھی کہیں ہوتی ہے
کھول کے زلف وہ بولے کہ یہیں ہوتی ہے

ایک چہرہ ہے جسے دیکھ نہیں پاتا ہوں
ہار ایسی ہے کہ برداشت نہیں ہوتی ہے

ڈھونڈنا ہم کو وہیں اس نے جہاں چھوڑا ہو
اس کی رکھی ہوئی ہر چیز وہیں ہوتی ہے

ہم مسیحا تھے سبھی کے سو رہے تنہا ہم
کیمرے کی کوئی تصویر کہیں ہوتی ہے

خواہشیں آپ کی ڈک ورتھ لوئس جیسی ہیں
دلِ ناداں کو سمجھ اس کی نہیں ہوتی ہے
मैं ने पूछा था कि बारिश भी कहीं होती है
खोल के ज़ुल्फ़ वो बोले कि यहीं होती है

एक चेहरा है जिसे देख नहीं पाता हूँ
हार ऐसी है कि बर्दाश्त नहीं होती है

ढूँढना हम को वहीं उस ने जहाँ छोड़ा हो
उस की रक्खी हुई हर चीज़ वहीं होती है

हम मसीहा थे सभी के सो रहे तन्हा हम
कैमरे की कोई तस्वीर कहीं होती है

ख़्वाहिशें आप की डकवर्थ लुईस जैसी हैं
दिल-ए-नादाँ को समझ इस की नहीं होती है
main ne poochha tha ki barish bhi kahin hoti hai
khol ke zulf wo bole ki yahin hoti hai

ek chehra hai jise dekh nahin pata hoon
haar aisi hai ki bardasht nahin hoti hai

dhundhna hum ko wahin us ne jahan chhoda ho
us ki rakhi hui har cheez wahin hoti hai

hum masiha the sabhi ke so rahe tanha hum
camera ki koi tasveer kahin hoti hai

khwahishein aap ki duckworth lewis jaisi hain
dil-e-nadan ko samajh is ki nahin hoti hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message