منزلیں چھین لیں انجان سا رستہ دے کر
ہم کو جنت سے نکالا گیا دنیا دے کر

جانے والے کا جنازہ تھا جنازہ میرا
خود کو دفنا دیا میں نے اسے کاندھا دے کر

اب یہ بتلاؤ کہ نخرے بھی اٹھا پاؤ گے
گھر تو لے آئے اسے عشق کا جھانسہ دے کر

میں نے افواج کی نیندوں میں خلل ڈالا ہے
اپنی شمشیر کو میدان میں بوسہ دے کر

آج وہ لوگ مرے سر پہ کھڑے ہیں جن کو
میں نے پالا تھا کبھی دھوپ میں سایہ دے کر
मंज़िलें छीन लीं अनजान सा रस्ता दे कर
हम को जन्नत से निकाला गया दुनिया दे कर

जाने वाले का जनाज़ा था जनाज़ा मेरा
ख़ुद को दफ़ना दिया मैं ने उसे काँधा दे कर

अब ये बतलाओ कि नखरे भी उठा पाओगे
घर तो ले आए उसे इश्क़ का झाँसा दे कर

मैं ने अफ़्वाज की नींदों में ख़लल डाला है
अपनी शमशीर को मैदान में बोसा दे कर

आज वो लोग मिरे सर पे खड़े हैं जिन को
मैं ने पाला था कभी धूप में साया दे कर
manzilein chheen lein anjaan sa rasta de kar
hum ko jannat se nikala gaya duniya de kar

jaane wale ka janaza tha janaza mera
khud ko dafna diya main ne use kaandha de kar

ab ye batlao ke nakhre bhi utha paoge
ghar to le aaye use ishq ka jhansa de kar

main ne afwaaj ki neendon mein khalal dala hai
apni shamsheer ko maidan mein bosa de kar

aaj wo log mere sar pe khade hain jin ko
main ne pala tha kabhi dhoop mein saya de kar
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message