مجھ کو معلوم نہ تھے پیاس کے معنی پہلے
چل کے آتا تھا مرے پاس میں پانی پہلے

اب یہ عالم کے عدالت میں چلے جاتے ہیں
بانٹی جاتی تھی وراثت بھی زبانی پہلے

اب تو بچوں کو بھی دیکھوں تو جواں لگتے ہیں
بعد اک عمر کے آتی تھی جوانی پہلے

کوچۂ یار سے صحرا میں چلے آئے ہیں
ہم کو آتی نہ تھی یہ نقل مکانی پہلے
मुझ को मालूम न थे प्यास के मा'नी पहले
चल के आता था मिरे पास में पानी पहले

अब ये आलम कि अदालत में चले जाते हैं
बाँटी जाती थी वरासत भी ज़बानी पहले

अब तो बच्चों को भी देखूँ तो जवाँ लगते हैं
बा'द इक उम्र के आती थी जवानी पहले

कूचा-ए-यार से सहरा में चले आए हैं
हम को आती न थी ये नक़्ल-मकानी पहले
mujh ko maloom na the pyas ke maani pehle
chal ke aata tha mere paas mein paani pehle

ab ye aalam ke adalat mein chale jaate hain
baanti jaati thi virasat bhi zabani pehle

ab to bachon ko bhi dekhun to jawan lagte hain
baad ek umr ke aati thi jawani pehle

koocha-e-yaar se sahra mein chale aaye hain
hum ko aati na thi ye naql-makaani pehle
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message