نظر نظر ہے نظر عین شین قاف نہیں
ملی ہے مجھ کو خبر عین شین قاف نہیں

یہ غین میم تو جینا محال کر دے گا
برابری میں اگر عین شین قاف نہیں

یہ لکھ کے کاٹنا خط میں اب آپ بند کریں
اگر مگر کا سفر عین شین قاف نہیں

اداسی آنسو عداوت نصیحتیں رنجش
بغیر پھل کا شجر عین شین قاف نہیں

تمہارے بعد تو کٹ مر رہے ہیں آپس میں
تمہارے بعد ادھر عین شین قاف نہیں

اداسی دیکھ کے 'اشرف' کی رب نے فرمایا
میں دل بناؤں گا پر عین شین قاف نہیں
नज़र नज़र है नज़र ऐन शीन क़ाफ़ नहीं
मिली है मुझ को ख़बर ऐन शीन क़ाफ़ नहीं

ये ग़ैन मीम तो जीना मुहाल कर देगा
बराबरी में अगर ऐन शीन क़ाफ़ नहीं

ये लिख के काटना ख़त में अब आप बंद करें
अगर मगर का सफ़र ऐन शीन क़ाफ़ नहीं

उदासी आँसू अदावत नसीहतें रंजिश
बग़ैर फल का शजर ऐन शीन क़ाफ़ नहीं

तुम्हारे बाद तो कट मर रहे हैं आपस में
तुम्हारे बाद इधर ऐन शीन क़ाफ़ नहीं

उदासी देख के 'अशरफ़' की रब ने फ़रमाया
मैं दिल बनाऊँगा पर ऐन शीन क़ाफ़ नहीं
nazar nazar hai nazar ain sheen qaaf nahin
mili hai mujh ko khabar ain sheen qaaf nahin

ye ghain meem to jeena muhaal kar dega
barabari mein agar ain sheen qaaf nahin

ye likh ke kaatna khat mein ab aap band karein
agar magar ka safar ain sheen qaaf nahin

udasi aansu adawat naseehatein ranjish
baghair phal ka shajar ain sheen qaaf nahin

tumhare baad to kat mar rahe hain aapas mein
tumhare baad idhar ain sheen qaaf nahin

udasi dekh ke 'ashraf' ki rab ne farmaya
main dil banaunga par ain sheen qaaf nahin
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message