صبر آنکھوں میں اتر آیا ہے بن کر پانی
ضبط کو توڑ کے تو نے کیا پتھر پانی

میرے ہونٹوں پہ کوئی پیاس لگا دی اس نے
تشنگی اور بڑھی پیاس میں پی کر پانی

ہجر نے اور مجھے اور بھی مضبوط کیا
برف کی سل ہے بنا آگ میں جل کر پانی

میکدے توڑ کے بستی میں سبیلیں باندھو
گر حسینی ہو تو پہنچا دو نا گھر گھر پانی

میری دنیا میں فقط تم ہو تمہارے غم ہیں
جیسے کوے کی کہانی میں ہیں کنکر پانی

اب تری سوچ میں آیا ہے کہ کشتی باندھوں
چڑھ گیا جب تری بستی سے بھی اوپر پانی
सब्र आँखों में उतर आया है बन कर पानी
ज़ब्त को तोड़ के तू ने किया पत्थर पानी

मेरे होंटों पे कोई प्यास लगा दी उस ने
तिश्नगी और बढ़ी प्यास में पी कर पानी

हिज्र ने और मुझे और भी मज़बूत किया
बर्फ़ की सिल है बना आग में जल कर पानी

मैकदे तोड़ के बस्ती में सबीलें बाँधो
गर हुसैनी हो तो पहुँचा दो ना घर घर पानी

मेरी दुनिया में फ़क़त तुम हो तुम्हारे ग़म हैं
जैसे कौवे की कहानी में हैं कंकर पानी

अब तिरी सोच में आया है कि कश्ती बाँधूँ
चढ़ गया जब तिरी बस्ती से भी ऊपर पानी
sabr aankhon mein utar aaya hai ban kar paani
zabt ko tod ke tu ne kiya patthar paani

mere honton pe koi pyas laga di us ne
tishnagi aur barhi pyas mein pee kar paani

hijr ne aur mujhe aur bhi mazboot kiya
barf ki sil hai bana aag mein jal kar paani

maikade tod ke basti mein sabeelin baandho
gar husaini ho to pahuncha do na ghar ghar paani

meri duniya mein faqat tum ho tumhare gham hain
jaise kauwe ki kahani mein hain kankar paani

ab teri soch mein aaya hai ke kashti baandhoon
chadh gaya jab teri basti se bhi oopar paani
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message