تمہیں گلزار ہونا تھا
ہمیں تو خار ہونا تھا

وہی دشمن بنا اپنا
کہ جس کو یار ہونا تھا

بنا کر تم کو چارہ گر
ہمیں لاچار ہونا تھا

محبت خوب تھی تم سے
فقط اظہار ہونا تھا

جہاں ناسور تھا میرا
وہیں پر وار ہونا تھا

غلامی چھوڑ آئے ہم
ہمیں سردار ہونا تھا

مسیحا بن گیا ساحل
اسے بیمار ہونا تھا
तुम्हें गुलज़ार होना था
हमें तो ख़ार होना था

वही दुश्मन बना अपना
कि जिस को यार होना था

बना कर तुम को चारागर
हमें लाचार होना था

मोहब्बत ख़ूब थी तुम से
फ़क़त इज़हार होना था

जहाँ नासूर था मेरा
वहीं पर वार होना था

ग़ुलामी छोड़ आए हम
हमें सरदार होना था

मसीहा बन गया 'साहिल'
उसे बीमार होना था
Tumhein gulzar hona tha
Humein to khaar hona tha

Wahi dushman bana apna
Ki jis ko yaar hona tha

Bana kar tum ko charagar
Humein lachaar hona tha

Mohabbat khoob thi tum se
Faqat izhaar hona tha

Jahan nasoor tha mera
Waheen par vaar hona tha

Ghulami chhod aaye hum
Humein sardar hona tha

Maseeha ban gaya sahil
Use beemar hona tha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message