اس کو سُنا نہ سُنانا تھا، میں خاموش رہا
خامشی میرا فسانہ تھا، میں خاموش رہا

اب مجھے قوّتِ گویائی پہ شرم آتی ہے
جس گھڑی شور مچانا تھا، میں خاموش رہا

وہ پلٹ سکتا تھا اِک بار بلانے پر بھی
میں نے آواز لگانا تھا، میں خاموش رہا

شور بن کر میری خاموشی نے ہنگامہ کیا
اور کم گوش زمانہ تھا، میں خاموش رہا

شعر شہروزؔ کا سُننے کی اُسے تھی خواہش
میں نے غالبؔ کا سُنانا تھا، میں خاموش رہا
उस को सुना न सुनाना था मैं ख़ामोश रहा
ख़ामुशी मेरा फ़साना था मैं ख़ामोश रहा

अब मुझे क़ुव्वत-ए-गोयाई पे शर्म आती है
जिस घड़ी शोर मचाना था मैं ख़ामोश रहा

वो पलट सकता था इक बार बुलाने पर भी
मैं ने आवाज़ लगाना था मैं ख़ामोश रहा

शोर बन कर मेरी ख़ामोशी ने हंगामा किया
और कम-गोश ज़माना था मैं ख़ामोश रहा

शेर 'शहरोज़' का सुनने की उसे थी ख़्वाहिश
मैं ने 'ग़ालिब' का सुनाना था मैं ख़ामोश रहा
us ko suna na sunana tha, main khamosh raha
khamoshi mera fasana tha, main khamosh raha

ab mujhe quwwat-e-goyayi pe sharm aati hai
jis ghadi shor machana tha, main khamosh raha

wo palat sakta tha ek baar bulane par bhi
main ne aawaz lagana tha, main khamosh raha

shor ban kar meri khamoshi ne hangama kiya
aur kam-gosh zamana tha, main khamosh raha

sher Shahroz ka sunne ki use thi khwahish
main ne Ghalib ka sunana tha, main khamosh raha
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message