زندگی کی اگر کتاب پڑھو
میرا لکھا یہ انتساب پڑھو

عشق کی جب کوئی کتاب پڑھو
رہ کے کانٹوں کو گلاب پڑھو

گر ہو خواہش چراغ لکھنے کی
مشورہ ہے کہ آفتاب پڑھو

بس سوالات پر یہ ہنگامے
میں نے لکھے جو وہ جواب پڑھو

عشق کا فلسفہ پڑھا تم نے
میری غزلوں کا انتخاب پڑھو

ہم نے استاد سے یہی سیکھا
کم لکھو اور بے حساب پڑھو

شب کے خوابوں کا کیا گلہ ساحل
جاگتی آنکھوں کے یہ خواب پڑھو
ज़िंदगी की अगर किताब पढ़ो
मेरा लिक्खा ये इंतिसाब पढ़ो

इश्क़ की जब कोई किताब पढ़ो
रह के कांटों को गुलाब पढ़ो

गर हो ख़्वाहिश चराग़ लिखने की
मशवरा है कि आफ़ताब पढ़ो

बस सवालात पर ये हंगामे
मैंने लिक्खे जो वो जवाब पढ़ो

इश्क़ का फ़लसफ़ा पढ़ा तुम ने
मेरी ग़ज़लों का इंतख़ाब पढ़ो

हम ने उस्ताद से यही सीखा
कम लिखो और बे-हिसाब पढ़ो

शब के ख़्वाबों का क्या गिला 'साहिल'
जागती आँखों के ये ख़्वाब पढ़ो
Zindagi ki agar kitab padho
Mera likha ye intisab padho

Ishq ki jab koi kitab padho
Reh ke kanton ko gulab padho

Gar ho khwahish charagh likhne ki
Mashwara hai ki aaftab padho

Bas sawalat par ye hangame
Maine likhe jo wo jawab padho

Ishq ka falsafa padha tum ne
Meri ghazlon ka intekhab padho

Hum ne ustad se yahi seekha
Kam likho aur be-hisaab padho

Shab ke khwabon ka kya gila sahil
Jaagti aankhon ke ye khwab padho
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message