لڑکی!
یہ لمحے بادل ہیں
گزر گئے تو ہاتھ کبھی نہیں آئیں گے

ان کے لمس کو پیتی جا
قطرہ قطرہ بھیگتی جا

بھیگتی جا تو جب تک ان میں نمی ہے
اور تیرے اندر کی مٹی پیاسی ہے

مجھ سے پوچھ
کہ بارش کو واپس آنے کا راستہ کبھی نہ یاد ہوا

بال سکھانے کے موسم ان پڑھ ہوتے ہیں!
लड़की!
ये लम्हे बादल हैं
गुज़र गए तो हाथ कभी नहीं आएंगे

इन के लम्स को पीती जा
क़तरा क़तरा भीगती जा

भीगती जा तू जब तक इन में नमी है
और तेरे अंदर की मिट्टी प्यासी है

मुझ से पूछ
कि बारिश को वापस आने का रास्ता कभी न याद हुआ

बाल सुखाने के मौसम अन-पढ़ होते हैं!
Ladki!
Yeh lamhe baadal hain
Guzar gaye to hath kabhi nahin aayenge

In ke lams ko peeti jaa
Qatra qatra bheegti jaa

Bheegti jaa tu jab tak in mein nami hai
Aur tere andar ki mitti pyasi hai

Mujh se poochh
Ke baarish ko wapas aane ka rasta kabhi na yaad hua

Baal sukhane ke mausam an-padh hote hain!
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message