مجھے مت بتانا
کہ تم نے مجھے چھوڑنے کا ارادہ کیا تھا
تو کیوں

اور کس وجہ سے
ابھی تو تمہارے بچھڑنے کا دکھ بھی نہیں کم ہوا

ابھی تو میں
باتوں کے وعدوں کے شہرِ طلسمات میں

آنکھ پر خوش گمانی کی پٹی لیے
تم کو پیڑوں کے پیچھے درختوں کے جھنڈ

اور دیوار کی پشت پر ڈھونڈنے میں مگن ہوں
کہیں پر تمہاری صدا اور کہیں پر تمہاری مہک

مجھ پہ ہنسنے میں مصروف ہے
ابھی تک تمہاری ہنسی سے نبرد آزما ہوں

اور اس جنگ میں
میرا ہتھیار

اپنی وفا پر بھروسہ ہے اور کچھ نہیں
اسے کند کرنے کی کوشش نہ کرنا

مجھے مت بتانا
मुझे मत बताना
कि तुम ने मुझे छोड़ने का इरादा किया था
तो क्यों

और किस वजह से
अभी तो तुम्हारे बिछड़ने का दुख भी नहीं कम हुआ

अभी तो मैं
बातों के वादों के शहर-ए-तिलिस्मात में

आँख पर ख़ुश-गुमानी की पट्टी लिए
तुम को पेड़ों के पीछे दरख़्तों के झुंड

और दीवार की पुश्त पर ढूँढने में मगन हूँ
कहीं पर तुम्हारी सदा और कहीं पर तुम्हारी महक

मुझ पे हँसने में मसरूफ़ है
अभी तक तुम्हारी हँसी से नबर्द-आज़मा हूँ

और इस जंग में
मेरा हथियार

अपनी वफ़ा पर भरोसा है और कुछ नहीं
उसे कुंद करने की कोशिश न करना

मुझे मत बताना
Mujhe mat batana
Ke tum ne mujhe chhodne ka irada kiya tha
To kyun

Aur kis wajah se
Abhi to tumhare bichhadne ka dukh bhi nahin kam hua

Abhi to main
Baaton ke wadon ke shahr-e-tilismaat mein

Aankh par khush-gumani ki patti liye
Tum ko pedon ke pichhe daraakhton ke jhund

Aur deewar ki pusht par dhoondne mein magan hoon
Kahin par tumhari sada aur kahin par tumhari mahak

Mujh pe hansne mein masroof hai
Abhi tak tumhari hansi se nabard-aazma hoon

Aur is jang mein
Mera hathiyaar

Apni wafa par bharosa hai aur kuch nahin
Use kund karne ki koshish na karna

Mujhe mat batana
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message