میرے آقا کو گلہ ہے کہ میری حق گوئی
راز کیوں کھولتی ہے
اور میں پوچھتا ہوں تیری سیاست فن میں

زہر کیوں گھولتی ہے
میں وہ موتی نہ بنوں گا جسے ساحل کی ہوا

رات دن رولتی ہے
یوں بھی ہوتا کہ آندھی کے مقابل چڑیا

اپنے پر تولتی ہے
اک بھڑکتے ہوئے شعلے پہ ٹپک جائے اگر

بوند بھی بولتی ہے
मेरे आक़ा को गिला है कि मेरी हक़-गोई
राज़ क्यों खोलती है
और मैं पूछता हूँ तेरी सियासत फ़न में

ज़हर क्यों घोलती है
मैं वो मोती न बनूँगा जिसे साहिल की हवा

रात दिन रोलती है
यूँ भी होता कि आँधी के मुक़ाबिल चिड़िया

अपने पर तौलती है
इक भड़कते हुए शोले पे टपक जाए अगर

बूँद भी बोलती है
Mere aaqa ko gila hai ki meri haq-goi
Raaz kyun kholti hai
Aur main poochhta hoon teri siyasat fan mein

Zeher kyun gholti hai
Main woh moti na banunga jise sahil ki hawa

Raat din rolti hai
Yun bhi hota ki aandhi ke muqabil chidiya

Apne par taulti hai
Ek bhadakte hue shole pe tapak jaye agar

Boond bhi bolti hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message