Gulzar

Gulzar

1934 (Jhelum) – Present • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
آپ کے بعد ہر گھڑی ہم نے
آپ کے ساتھ ہی گزاری ہے
आप के बा'द हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
aap ke baad har ghaDi ham ne
aap ke saath hi guzari hai
آئینہ دیکھ کر تسلی ہوئی
ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی
आईना देख कर तसल्ली हुई
हम को इस घर में जानता है कोई
aaina dekh kar tasalli hui
ham ko is ghar mein jaanta hai koi
وقت رہتا نہیں کہیں ٹک کر
عادت اس کی بھی آدمی سی ہے
वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इस की भी आदमी सी है
vaqt rahta nahin kahin Tik kar
aadat is ki bhi aadmi si hai
کبھی تو چونک کے دیکھے کوئی ہماری طرف
کسی کی آنکھ میں ہم کو بھی انتظار دکھے
कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ़
किसी की आँख में हम को भी इंतिज़ार दिखे
kabhi to chaunk ke dekhe koi hamari taraf
kisi ki aankh mein ham ko bhi intizar dikhe
زندگی یوں ہوئی بسر تنہا
قافلہ ساتھ اور سفر تنہا
ज़िंदगी यूँ हुई बसर तन्हा
क़ाफ़िला साथ और सफ़र तन्हा
zindagi yun hui basar tanha
qafila saath aur safar tanha
Kabhi To Chonk Ke Dekhe
Aap Ke Baad Har Ghadi Humne
Jis Ki Aankhon Mein Kati Thi Sadiyan
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message