Nadim Nadeem

Nadim Nadeem

Contemporary • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
ان سے امید نہ رکھ ہیں یہ سیاست والے
یہ کسی سے بھی محبت نہیں کرنے والے
इन से उम्मीद न रख हैं ये सियासत वाले
ये किसी से भी मोहब्बत नहीं करने वाले
In se ummid na rakh hain ye siyasat wale
Ye kisi se bhi mohabbat nahin karne wale
سوال یہ ہے ہوا آئی کس اشارے پر
چراغ کس کے بجھے یہ سوال تھوڑی ہے
सवाल ये है हवा आई किस इशारे पर
चराग़ किस के बुझे ये सवाल थोड़ी है
Sawal ye hai hawa aayi kis ishare par
Charagh kis ke bujhe ye sawal thodi hai
پر کٹے پنچھیوں سے پوچھتے ہو
تم میں اڑنے کا حوصلہ ہے کیا
पर कटे पंछियों से पूछते हो
तुम में उड़ने का हौसला है क्या
Par kate panchhiyon se poochhte ho
Tum mein udne ka hausla hai kya
پھول کتنے اداس لگتے ہیں
اے خدا ان کو تتلیاں دے دے
फूल कितने उदास लगते हैं
ऐ ख़ुदा इन को तितलियाँ दे दे
Phool kitne udaas lagte hain
Ai khuda in ko titliyan de de
اس نے دو لفظ میں جو باتیں کہیں تھی مجھ سے
اس کو میں سوچنے بیٹھوں تو زمانے لگ جائیں
उस ने दो लफ़्ज़ में जो बातें कहीं थी मुझ से
उस को मैं सोचने बैठूँ तो ज़माने लग जाएँ
Us ne do lafz mein jo baatein kahin thi mujh se
Us ko main sochne baithun to zamane lag jaayen
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message