Pirzada Qasim

Pirzada Qasim

1943 (Delhi) – Present • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
شہر طلب کرے اگر تم سے علاج تیرگی
صاحب اختیار ہو آگ لگا دیا کرو
शहर तलब करे अगर तुम से इलाज-ए-तीरगी
साहब-ए-इख़्तियार हो आग लगा दिया करो
shahr talab kare agar tum se ilaj-e-teeragi
sahab-e-ikhtiyar ho aag laga diya karo
تمہیں جفا سے نہ یوں باز آنا چاہیے تھا
ابھی کچھ اور مرا دل دکھانا چاہیے تھا
तुम्हें जफ़ा से न यूँ बाज़ आना चाहिए था
अभी कुछ और मिरा दिल दुखाना चाहिए था
tumhein jafa se na yun baaz aana chahiye tha
abhi kuchh aur mira dil dukhana chahiye tha
اس کی خواہش ہے کہ اب لوگ نہ روئیں نہ ہنسیں
بے حسی وقت کی آواز بنا دی جائے
उस की ख़्वाहिश है कि अब लोग न रोएँ न हँसें
बे-हिसी वक़्त की आवाज़ बना दी जाए
us ki khwahish hai ki ab log na roen na hansen
be-hisi waqt ki aawaz bana di jaye
اک سزا اور اسیروں کو سنا دی جائے
یعنی اب جرم اسیری کی سزا دی جائے
इक सज़ा और असीरों को सुना दी जाए
या'नी अब जुर्म-ए-असीरी की सज़ा दी जाए
ik saza aur aseeron ko suna di jaye
yaani ab jurm-e-aseeri ki saza di jaye
غم سے بہل رہے ہیں آپ آپ بہت عجیب ہیں
درد میں ڈھل رہے ہیں آپ آپ بہت عجیب ہیں
ग़म से बहल रहे हैं आप आप बहुत अजीब हैं
दर्द में ढल रहे हैं आप आप बहुत अजीब हैं
gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
dard mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message