Shabnam Shakeel

Shabnam Shakeel

1942 (Lahore) – 2013 (Islamabad) • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
چلتے رہے تو کون سا اپنا کمال تھا
یہ وہ سفر تھا جس میں ٹھہرنا محال تھا
चलते रहे तो कौन सा अपना कमाल था
ये वो सफ़र था जिस में ठहरना मुहाल था
Chalte rahe to kaun sa apna kamaal tha
Ye wo safar tha jis mein thaharna muhaal tha
اب مجھ کو رخصت ہونا ہے اب میرا ہار سنگھار کرو
کیوں دیر لگاتی ہو سکھیو جلدی سے مجھے تیار کرو
अब मुझ को रुख़्सत होना है अब मेरा हार-सिंगार करो
क्यूँ देर लगाती हो सखियो जल्दी से मुझे तय्यार करो
Ab mujh ko rukhsat hona hai ab mera haar-singhaar karo
Kyun der lagaati ho sakhiyo jaldi se mujhe tayyaar karo
اک نقش کہ بن بن کے بگڑتا ہی رہا ہے
اک خواب کہ پورا کبھی ہوتا ہی نہیں ہے
इक नक़्श कि बन बन के बिगड़ता ही रहा है
इक ख़्वाब कि पूरा कभी होता ही नहीं है
Ik naqsh ki ban ban ke bigadta hi raha hai
Ik khwab ki poora kabhi hota hi nahin hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message