Shad Azimabadi

Shad Azimabadi

1846 (Patna) – 1927 (Patna) • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
خاموشی سے مصیبت اور بھی سنگین ہوتی ہے
تڑپ اے دل تڑپنے سے ذرا تسکین ہوتی ہے
ख़ामोशी से मुसीबत और भी संगीन होती है
तड़प ऐ दिल तड़पने से ज़रा तस्कीन होती है
khamoshi se musibat aur bhi sangeen hoti hai
tadap ai dil tadapne se zara taskeen hoti hai
یہ بزم مے ہے یاں کوتاہ دستی میں ہے محرومی
جو بڑھ کر خود اٹھا لے ہاتھ میں مینا اسی کا ہے
ये बज़्म-ए-मय है याँ कोताह-दस्ती में है महरूमी
जो बढ़ कर ख़ुद उठा ले हाथ में मीना उसी का है
ye bazm-e-mai hai yaan kotah-dasti mein hai mahroomi
jo badh kar khud utha le haath mein meena usi ka hai
اب بھی اک عمر پہ جینے کا نہ انداز آیا
زندگی چھوڑ دے پیچھا میرا میں باز آیا
अब भी इक उम्र पे जीने का न अंदाज़ आया
ज़िंदगी छोड़ दे पीछा मेरा मैं बाज़ आया
ab bhi ik umr pe jiine ka na andaaz aaya
zindagi chhod de pichha mira main baaz aaya
دل مضطر سے پوچھ اے رونق بزم
میں خود آیا نہیں لایا گیا ہوں
दिल-ए-मुज़्तर से पूछ ऐ रौनक़-ए-बज़्म
मैं ख़ुद आया नहीं लाया गया हूँ
dil-e-muztar se poochh ai raunaq-e-bazm
main khud aaya nahin laya gaya hoon
تمناؤں میں الجھایا گیا ہوں
کھلونے دے کے بہلایا گیا ہوں
तमन्नाओं में उलझाया गया हूँ
खिलौने दे के बहलाया गया हूँ
tamannaoan mein uljhaya gaya hoon
khilaune de ke bahlaya gaya hoon
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message