Shakeel Azmi

Shakeel Azmi

1971 (Azamgarh) – Present • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
ہار ہو جاتی ہے جب مان لیا جاتا ہے
جیت تب ہوتی ہے جب ٹھان لیا جاتا ہے
हार हो जाती है जब मान लिया जाता है
जीत तब होती है जब ठान लिया जाता है
Haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai
Jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
اپنی منزل پہ پہنچنا بھی کھڑے رہنا بھی
کتنا مشکل ہے بڑے ہو کے بڑے رہنا بھی
अपनी मंज़िल पे पहुँचना भी खड़े रहना भी
कितना मुश्किल है बड़े हो के बड़े रहना भी
Apni manzil pe pahunchna bhi khade rahna bhi
Kitna mushkil hai bade ho ke bade rahna bhi
خود کو اتنا بھی مت بچایا کر
بارشیں ہوں تو بھیگ جایا کر
ख़ुद को इतना भी मत बचाया कर
बारिशें हों तो भीग जाया कर
Khud ko itna bhi mat bachaya kar
Barishen hon to bheeg jaya kar
میں سو رہا ہوں ترے خواب دیکھنے کے لیے
یہ آرزو ہے کہ آنکھوں میں رات رہ جائے
मैं सो रहा हूँ तिरे ख़्वाब देखने के लिए
ये आरज़ू है कि आँखों में रात रह जाए
Main so raha hoon tire khwab dekhne ke liye
Ye aarzu hai ki aankhon mein raat rah jaye
جانے کیسا رشتہ ہے رہگزر کا قدموں سے
تھک کے بیٹھ جاؤں تو راستہ بلاتا ہے
जाने कैसा रिश्ता है रहगुज़र का क़दमों से
थक के बैठ जाऊँ तो रास्ता बुलाता है
Jaane kaisa rishta hai rahguzar ka qadmon se
Thak ke baith jaun to rasta bulata hai
Khud Ko Itna Bhi Mat Bachaya Kar
Khud Ko Itna Bhi Mat Bachaya Kar
Khud Ko Itna Bhi Mat Bachaya Kar
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message