Tehzeeb Hafi

Tehzeeb Hafi

1989 (Taunsa Sharif) – Present • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
تیرا چپ رہنا مرے ذہن میں کیا بیٹھ گیا
اتنی آوازیں تجھے دیں کہ گلا بیٹھ گیا
तेरा चुप रहना मिरे ज़ेहन में क्या बैठ गया
इतनी आवाज़ें तुझे दीं कि गला बैठ गया
Tera chup rehna mere zehan mein kya baith gaya
Itni aawazein tujhe deen ke gala baith gaya
یوں نہیں ہے کہ فقط میں ہی اسے چاہتا ہوں
جو بھی اس پیڑ کی چھاؤں میں گیا بیٹھ گیا
यूँ नहीं है कि फ़क़त मैं ही उसे चाहता हूँ
जो भी इस पेड़ की छाँव में गया बैठ गया
Yoon nahi hai ke faqat main hi usay chahta hoon
Jo bhi is ped ki chhaon mein gaya baith gaya
اتنا میٹھا تھا وہ غصے بھرا لہجہ مت پوچھ
اس نے جس کو بھی جانے کا کہا بیٹھ گیا
इतना मीठा था वो ग़ुस्से भरा लहजा मत पूछ
उस ने जिस को भी जाने का कहा बैठ गया
Itna meetha tha wo gusse bhara lehja mat pooch
Us ne jis ko bhi jaane ka kaha baith gaya
اپنا لڑنا بھی محبت ہے تمہیں علم نہیں
چیختی تم رہیں اور میرا گلا بیٹھ گیا
अपना लड़ना भी मोहब्बत है तुम्हें इल्म नहीं
चीख़ती तुम रहीं और मेरा गला बैठ गया
Apna ladna bhi mohabbat hai tumhein ilm nahi
Cheekhti tum rahin aur mera gala baith gaya
اس کی مرضی وہ جسے پاس بٹھا لے اپنے
اس پہ کیا لڑنا فلاں میری جگہ بیٹھ گیا
उस की मर्ज़ी वो जिसे पास बिठा ले अपने
इस पे क्या लड़ना फ़लाँ मेरी जगह बैठ गया
Us ki marzi wo jise paas bitha le apne
Is pe kya ladna falan meri jagah baith gaya
Tera Chup Rehna Mere Zehan Mein
Tera Chup Rehna Mere Zehan Mein
Tera Chup Rehna Mere Zehan Mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message