Umair Najmi

Umair Najmi

1986 (Rahim Yar Khan) – Present • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
نکال لایا ہوں ایک پنجرے سے اک پرندہ
اب اس پرندے کے دل سے پنجرہ نکالنا ہے
निकाल लाया हूँ एक पिंजरे से इक परिंदा
अब इस परिंदे के दिल से पिंजरा निकालना है
Nikal laaya hoon ek pinjre se ik parinda
Ab is parinde ke dil se pinjra nikaalna hai
بچھڑ گئے تو یہ دل عمر بھر لگے گا نہیں
لگے گا لگنے لگا ہے مگر لگے گا نہیں
बिछड़ गए तो ये दिल उम्र भर लगेगा नहीं
लगेगा लगने लगा है मगर लगेगा नहीं
Bichhad gaye to ye dil umr bhar lagega nahin
Lagega lagne laga hai magar lagega nahin
کسی گلی میں کرائے پہ گھر لیا اس نے
پھر اس گلی میں گھروں کے کرائے بڑھنے لگے
किसी गली में किराए पे घर लिया उस ने
फिर उस गली में घरों के किराए बढ़ने लगे
Kisi gali mein kiraye pe ghar liya us ne
Phir us gali mein gharon ke kiraye badhne lage
کتاب عشق میں ہر آہ ایک آیت ہے
پر آنسوؤں کو حروف مقطعات سمجھ
किताब-ए-इश्क़ में हर आह एक आयत है
पर आँसुओं को हुरूफ़-ए-मुक़त्तआत समझ
Kitab-e-ishq mein har aah ek aayat hai
Par aansuon ko huruuf-e-muqattiaat samajh
تم پہ کیا خاک اثر ہوگا مرے شعروں کا
تم کو تو میر تقی میر نہیں کھینچ سکا
तुम पे क्या ख़ाक असर होगा मिरे शेरों का
तुम को तो मीर-तक़ी-'मीर' नहीं खींच सका
Tum pe kya khaak asar hoga mire sheron ka
Tum ko to meer-taqi-'meer' nahin kheench saka
Nikaal Laya Hoon Ek Pijre Se Ek Parinda
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message