Zeeshan Sahir

Zeeshan Sahir

Contemporary • [object Object]

[object Object]

ALL
GHAZAL
SHER
NAZM
IMAGES
جب سے تم نے نام پکارا محفل میں
آگے پیچھے دنیا ساری رہتی ہے
जब से तुम ने नाम पुकारा महफ़िल में
आगे पीछे दुनिया सारी रहती है
Jab se tum ne naam pukara mehfil mein
Aage peeche duniya sari rehti hai
ان کی تصویر پرس میں رکھ کر
ان کو دل کے قریب سمجھیں گے
उन की तस्वीर पर्स में रख कर
उन को दिल के क़रीब समझेंगे
Un ki tasveer purse mein rakh kar
Un ko dil ke qareeb samjhenge
میں اس لئے بھی بہت خوش ہوں میری کھڑکی سے
تمہارے گھر کا جو رستہ دکھائی دیتا ہے
मैं इस लिए भी बहुत ख़ुश हूँ मेरी खिड़की से
तुम्हारे घर का जो रस्ता दिखाई देता है
Main is liye bhi bahut khush hoon meri khidki se
Tumhare ghar ka jo rasta dikhayi deta hai
چھلک پڑے گا ترا نام میری آنکھوں سے
میں رو پڑوں گا نظر سے نظر ملاتے ہوئے
छलक पड़ेगा तिरा नाम मेरी आँखों से
मैं रो पड़ूँगा नज़र से नज़र मिलाते हुए
Chhalak padega tera naam meri aankhon se
Main ro padunga nazar se nazar milate hue
مجھ کو کرنا ہے گر اجازت ہو
آپ کے ساتھ عمر بھر کا سفر
मुझ को करना है गर इजाज़त हो
आप के साथ उम्र भर का सफ़र
Mujh ko karna hai gar ijazat ho
Aap ke saath umr bhar ka safar
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message