DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan
Eye
Poetry Collection
Ash'aar
Nazeer Akbarabadi
ai chashm jo ye ashk tu bhar laayi hai kam-bakht is mein to sarasar miri ruswai hai kam-bakht...
Nazeer Akbarabadi
miri is chashm-e-tar se abr-e-baran ko hai kya nisbat ki wo dariya ka paani aur ye khoon-e-dil hai barsati...
Nazeer Akbarabadi
sarsabz rakhiyo kisht ko ai chashm tu miri teri hi aab se hai bas ab aabroo miri...
Explore more on Diwan E Sukhan