Heartless people

Poetry Collection

دلکش ہیں یہ کتنے پتھر
بے جاں لیکن سارے پتھر

کتنی بے حس بستی ہے یہ
انساں بھی ہیں جیسے پتھر

پوچھو ان پر کیا گزری ہے
سب کچھ سچ بولیں گے پتھر

ان میں بھی کچھ دل رکھتے ہیں
پتھر کب ہیں سارے پتھر

جس رستے سے گزرے ہو تم
مہکے اس رستے کے پتھر

ہم نے دیکھے ہیں الفت میں
ہنسنے رونے والے پتھر

ساحل کوئی تو یہ سمجھے
ہیں نازک شیشوں سے پتھر
दिलकश हैं ये कितने पत्थर
बे-जाँ लेकिन सारे पत्थर

कितनी बे-हिस बस्ती है ये
इंसाँ भी हैं जैसे पत्थर

पूछो उन पर क्या गुज़री है
सब कुछ सच बोलेंगे पत्थर

इन में भी कुछ दिल रखते हैं
पत्थर कब हैं सारे पत्थर

जिस रस्ते से गुज़रे हो तुम
महके उस रस्ते के पत्थर

हम ने देखे हैं उल्फ़त में
हँसने रोने वाले पत्थर

'साहिल' कोई तो ये समझे
हैं नाज़ुक शीशों से पत्थर
Dilkash hain ye kitne patthar
Be-jaan lekin saare patthar

Kitni behis basti hai ye
Insaan bhi hain jaise patthar

Poocho un par kya guzri hai
Sab kuch sach bolenge patthar

In mein bhi kuch dil rakhte hain
Patthar kab hain saare patthar

Jis raste se guzre ho tum
Mehke us raste ke patthar

Hum ne dekhe hain ulfat mein
Hansne rone wale patthar

Sahil koi to ye samjhe
Hain nazuk sheeshon se patthar
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message