Ladki

Poetry Collection

اپنے سرد کمرے میں
میں اداس بیٹھی ہوں
نیم وا دریچوں سے

نم ہوائیں آتی ہیں
میرے جسم کو چھو کر
آگ سی لگاتی ہیں
تیرا نام لے لے کر

مجھ کو گدگداتی ہیں
کاش میرے پر ہوتے
تیرے پاس اڑ آتی
کاش میں ہوا ہوتی

تجھ کو چھو کے لوٹ آتی
میں نہیں مگر کچھ بھی
سنگ دل رواجوں کے
آہنی حصاروں میں

عمر قید کی ملزم
صرف اک لڑکی ہوں!
अपने सर्द कमरे में
मैं उदास बैठी हूँ
नीम-वा दरीचों से

नम हवाएँ आती हैं
मेरे जिस्म को छू कर
आग सी लगाती हैं
तेरा नाम ले ले कर

मुझ को गुदगुदाती हैं
काश मेरे पर होते
तेरे पास उड़ आती
काश मैं हवा होती

तुझ को छू के लौट आती
मैं नहीं मगर कुछ भी
संग-दिल रिवाजों के
आहनी हिसारों में

उम्र-क़ैद की मुल्ज़िम
सिर्फ़ इक लड़की हूँ!
Apne sard kamre mein
Main udas baithi hoon
Neem-wa dareeqon se

Nam hawaein aati hain
Mere jism ko chhoo kar
Aag si lagati hain
Tera naam le le kar

Mujh ko gudgudati hain
Kaash mere par hote
Tere paas ud aati
Kaash main hawa hoti

Tujh ko chhoo ke laut aati
Main nahin magar kuch bhi
Sang-dil riwajon ke
Aahani hisaron mein

Umar-qaid ki mulzim
Sirf ek ladki hoon!
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message