Meena kumari

Poetry Collection

آبلہ پا کوئی اس دشت میں آیا ہوگا
ورنہ آندھی میں دیا کس نے جلایا ہوگا
आबला-पा कोई इस दश्त में आया होगा
वर्ना आँधी में दिया किस ने जलाया होगा
Aabla-pa koi is dasht mein aaya hoga
Warna aandhi mein diya kis ne jalaya hoga
چاند تنہا ہے آسماں تنہا
دل ملا ہے کہاں کہاں تنہا
चाँद तन्हा है आसमाँ तन्हा
दिल मिला है कहाँ कहाँ तन्हा
Chand tanha hai aasman tanha
Dil mila hai kahan kahan tanha
عیادت کو آئے شفا ہو گئی
مری روح تن سے جدا ہو گئی
अयादत को आए शिफ़ा हो गई
मिरी रूह तन से जुदा हो गई
Ayadat ko aaye shifa ho gayi
Miri rooh tan se juda ho gayi
جب چاہا اقرار کیا ہے جب چاہا انکار کیا
دیکھو ہم نے خود ہی سے یہ کیسا انوکھا پیار کیا
जब चाहा इक़रार किया है जब चाहा इंकार किया
देखो हम ने ख़ुद ही से ये कैसा अनोखा प्यार किया
Jab chaha iqrar kiya hai jab chaha inkar kiya
Dekho hum ne khud hi se ye kaisa anokha pyaar kiya
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message