Resilience poetry urdu

Poetry Collection

اور تھوڑا سا بکھر جاؤں یہی ٹھانی ہے
زندگی میں نے ابھی ہار کہاں مانی ہے

ہاتھ پر ہاتھ دھرے بیٹھے تو کچھ ملتا نہیں
دشت و صحرا کی میاں خاک کبھی چھانی ہے

قتل کو قتل جو کہتے ہیں غلط کہتے ہیں
کچھ نہیں ظلِ الہی کی یہ نادانی ہے

سہم جاتے ہیں اگر پتا بھی کوئی کھڑکے
جانتے سب ہیں تیرا ذمہ نگہبانی ہے

اپنی غیرت کا سمندر ابھی سوکھا تو نہیں
بوند بھر ہی سہی آنکھوں میں ابھی پانی ہے
और थोड़ा सा बिखर जाऊं यही ठानी है
ज़िंदगी मैं ने अभी हार कहां मानी है

हाथ पर हाथ धरे बैठे तो कुछ मिलता नहीं
दश्त ओ सहरा की मियां ख़ाक कभी छानी है

क़त्ल को क़त्ल जो कहते हैं ग़लत कहते हैं
कुछ नहीं ज़िल्ल-ए-इलाही की ये नादानी है

सहम जाते हैं अगर पत्ता भी कोई खड़के
जानते सब हैं तेरा ज़िम्मा निगहबानी है

अपनी ग़ैरत का समुन्दर अभी सूखा तो नहीं
बूंद भर ही सही आंखों में अभी पानी है
Aur thoDa sa bikhar jaun yahi Thani hai
Zindagi main ne abhi haar kahan mani hai

Hath par hath dhare baiThe to kuchh milta nahin
Dasht o sahra ki miyan KHak kabhi chhani hai

Qatl ko qatl jo kahte hain ghalat kahte hain
Kuchh nahin zill-e-ilahi ki ye nadani hai

Sahm jate hain agar patta bhi koi khaDke
Jaante sab hain tera zimma nigahbani hai

Apni ghairat ka samundar abhi sukha to nahin
Bund bhar hi sahi aankhon mein abhi pani hai
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message