Siyasat shayari

Poetry Collection

تمہارے ساتھ یہ جھوٹے فقیر رہتے ہیں
ہمارے ساتھ تو منکر نکیر رہتے ہیں

ہماری کم نظری سے جو ہو گئے محدود
انہی مزاروں میں روشن ضمیر رہتے ہیں

روایتوں کے تاثر کا اپنا جادو ہے
کہیں کہیں میری غزلوں میں میر رہتے ہیں

بہت اداس ہیں دیواریں اونچے محلوں کی
یہ وہ کھنڈر ہیں کہ جن میں امیر رہتے ہیں

ہر اک فساد ضرورت ہے اب سیاست کی
ہر اک گھوٹالے کے پیچھے وزیر رہتے ہیں
तुम्हारे साथ ये झूटे फ़क़ीर रहते हैं
हमारे साथ तो मुनकिर-नकीर रहते हैं

हमारी कम-नज़री से जो हो गए महदूद
उन्ही मज़ारों में रौशन ज़मीर रहते हैं

रिवायतों के तअस्सुर का अपना जादू है
कहीं कहीं मेरी ग़ज़लों में 'मीर' रहते हैं

बहुत उदास हैं दीवारें ऊंचे महलों की
ये वो खंडर हैं कि जिन में अमीर रहते हैं

हर एक फ़साद ज़रूरत है अब सियासत की
हर एक घोटाले के पीछे वज़ीर रहते हैं
Tumhaare sath ye jhuTe faqir rahte hain
Hamare sath to munkir-nakir rahte hain

Hamari kam-nazari se jo ho gae mahdud
Unhi mazaron mein raushan zamir rahte hain

Riwayaton ke tassur ka apna jadu hai
Kahin kahin meri ghazlon mein 'mir' rahte hain

Bahut udas hain diwaren unche mahlon ki
Ye wo khanDar hain ki jin mein amir rahte hain

Har ek fasad zarurat hai ab siyasat ki
Har ek ghoTale ke pichhe wazir rahte hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message