Tark e mohabbat shayari

Poetry Collection

دانائیاں اٹک گئیں لفظوں کے جال میں
اتنے جواب گم ہیں میرے اک سوال میں

دریا بس اک قدم کبھی ساحل کی سمت آ
دیکھوں گا زور کتنا ہے تیرے ابال میں

کی احتیاط لاکھ مگر حال یہ ہوا
آنا تھا جن کو آ ہی گئے تیری چال میں

جی چاہتا ہے ترکِ محبت کو بار بار
آتا ہے اک ایسا بھی لمحہ وصال میں

اب کیا اصولِ دشت نوردی کی بات ہو
الجھے پڑے ہیں پاؤں شکاری کے جال میں
दानाइयां अटक गईं लफ़्ज़ों के जाल में
इतने जवाब गुम हैं मेरे एक सवाल में

दरिया बस एक क़दम कभी साहिल की सम्त आ
देखूंगा ज़ोर कितना है तेरे उबाल में

की एहतियात लाख मगर हाल ये हुआ
आना था जिन को आ ही गए तेरी चाल में

जी चाहता है तर्क-ए-मोहब्बत को बार बार
आता है एक ऐसा भी लम्हा विसाल में

अब क्या उसूल-ए-दश्त-नवर्दी की बात हो
उलझे पड़े हैं पांव शिकारी के जाल में
Danaiyan aTak gain lafzon ke jal mein
Itne jawab gum hain mere ek sawal mein

Dariya bas ek qadam kabhi sahil ki samt aa
Dekhunga zor kitna hai tere ubaal mein

Ki ehtiyat lakh magar haal ye hua
Aana tha jin ko aa hi gae teri chaal mein

Ji chahta hai tark-e-mohabbat ko bar bar
Aata hai ek aisa bhi lamha visal mein

Ab kya usul-e-dasht-nawardi ki baat ho
Uljhe paDe hain panw shikari ke jal mein
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message