Tere siwa

Poetry Collection

دیکھ کر چاند ستاروں کی روش
ہم ترے گھر کا پتا سوچتے ہیں
देख कर चाँद सितारों की रविश
हम तिरे घर का पता सोचते हैं
Dekh kar chaand sitaron ki ravish
Hum tere ghar ka pata sochte hain
کچھ نہیں تیرے سوا سوچتے ہیں
تجھ کو ہی بہرِ خدا سوچتے ہیں

دیکھ کر چاند ستاروں کی روش
ہم ترے گھر کا پتا سوچتے ہیں

چھوڑیے عشق کا فرسودہ خیال
آئیے کچھ تو نیا سوچتے ہیں

تیرے بن کیسے گزرتی یہ حیات
جاں ہی نکلے جو ذرا سوچتے ہیں

ہم جو بوئیں گے وہی کاٹیں گے
پھر بھی اوروں کا برا سوچتے ہیں

ٹوٹ کر پھر نہیں جڑتا ہے دل
یہ کہاں اہلِ جفا سوچتے ہیں

تم کہ اپنوں سے عداوت ہے تمہیں
ہم کہ غیروں کا بھلا سوچتے ہیں
कुछ नहीं तेरे सिवा सोचते हैं
तुझ को ही बहर-ए-ख़ुदा सोचते हैं

देख कर चाँद सितारों की रविश
हम तिरे घर का पता सोचते हैं

छोड़िए इश्क़ का फ़रसूदा ख़याल
आइए कुछ तो नया सोचते हैं

तेरे बिन कैसे गुज़रती ये हयात
जाँ ही निकले जो ज़रा सोचते हैं

हम जो बोएंगे वही काटेंगे
फिर भी औरों का बुरा सोचते हैं

टूट कर फिर नहीं जुड़ता है दिल
ये कहाँ अहल-ए-जफ़ा सोचते हैं

तुम कि अपनों से अदावत है तुम्हें
हम कि ग़ैरों का भला सोचते हैं
Kuchh nahi tere siwa sochte hain
Tujh ko hi bahr-e-khuda sochte hain

Dekh kar chaand sitaron ki ravish
Hum tere ghar ka pata sochte hain

Chhoriye ishq ka farsooda khayal
Aaiye kuch to naya sochte hain

Tere bin kaise guzarti ye hayat
Jaan hi nikle jo zara sochte hain

Hum jo boyenge wahi katenge
Phir bhi auron ka bura sochte hain

Toot kar phir nahi judta hai dil
Ye kahan ahl-e-jafa sochte hain

Tum ki apnon se adawat hai tumhein
Hum ki ghairon ka bhala sochte hain
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message