Dagh

Poetry Collection

حضرت داغؔ جہاں بیٹھ گئے بیٹھ گئے
اور ہوں گے تری محفل سے ابھرنے والے
हज़रत-ए-'दाग़' जहाँ बैठ गए बैठ गए
और होंगे तिरी महफ़िल से उभरने वाले
hazrat-e-dagh jahan baiTh gae baiTh gae
aur honge tiri mahfil se ubharne vaale
کوئی نام و نشاں پوچھے تو اے قاصد بتا دینا
تخلص داغؔ ہے وہ عاشقوں کے دل میں رہتے ہیں
कोई नाम-ओ-निशाँ पूछे तो ऐ क़ासिद बता देना
तख़ल्लुस 'दाग़' है वो आशिक़ों के दिल में रहते हैं
koi nam-o-nishan puchhe to ai qasid bata dena
takhallus dagh hai vo aashiqon ke dil mein rahte hain
سب کو دل کے داغ دکھائے ایک تجھی کو دکھا نہ سکے
تیرا دامن دور نہیں تھا ہاتھ ہمیں پھیلا نہ سکے
सब को दिल के दाग़ दिखाए एक तुझी को दिखा न सके
तेरा दामन दूर नहीं था हाथ हमीं फैला न सके
sab ko dil ke dagh dikhae ek tujhi ko dikha na sake
tera daaman duur nahin tha haath hamin phaila na sake
یہ تو سچ ہے کہ ہم تجھے پا نہ سکے تری یاد بھی جی سے بھلا نہ سکے
ترا داغ ہے دل میں چراغ صفت ترے نام کی زیب گلو کفنی
ये तो सच है कि हम तुझे पा न सके तिरी याद भी जी से भुला न सके
तिरा दाग़ है दिल में चराग़-सिफ़त तिरे नाम की ज़ेब-ए-गुलू-कफ़नी
ye to sach hai ki ham tujhe paa na sake tiri yaad bhi ji se bhula na sake
tira dagh hai dil mein charagh-sifat tire naam ki zeb-e-gulu-kafni
وہ جو تیرا داغ غلامی ماتھے پر لیے پھرتا ہے
اس کا نام تو انشاؔ ٹھہرا ناحق کو بدنام ہے چاند
वो जो तेरा दाग़-ए-ग़ुलामी माथे पर लिए फिरता है
उस का नाम तो 'इन्शा' ठहरा नाहक़ को बदनाम है चाँद
vo jo tera dagh ghulami maathe par liye phirta hai
us ka naam to insha Thahra nahaq ko badnam hai chaand
Aur Shayari Padhein →
SUKHAN
اردو
हिंदी
Roman

DIWAN E SUKHAN

"Har ek baat pe kehte ho..."
Urdu Hindi Roman
Ghazalein
Full Ghazals
Ash'aar
Couplets Feed
Nazmein
Story in Verse
Bayaaz
My Diary
Takhleeq
Create & Submit Poetry
View All
View All
Blog e Sukhan

Adab aur Dastan: Shayaron ki Mehfil

Urdu adab ke sunehre daur ki kahaniyan, azeem shayaron ke posheeda qisse, aur unki zindagiyon ke naye pehlu ek hi jagah.

Mazameen Padhein
Ishtehaar

Aapka Brand Yahan!

Diwan E Sukhan ke hazaron padhne walon tak apna paigham pohnchayein. Yeh khaas jagah premium brands aur karobar ke liye banayi gayi hai.
(TAP TO LEARN MORE!)

Ad by Fiza Perfumes Ishtehaar Ke Liye Rabta Karein
Sponsored Space
Message