DIWAN E SUKHAN
Explore more on Diwan E Sukhan

Fake smile

Poetry Collection

Ash'aar

Jaun Elia
mustaqil bolta hi rahta hun kitna khamosh hun main andar se...
Jaun Elia
roya hun to apne doston mein par tujh se to hans ke hi mila hun...
Jaun Elia
apne andar hansta hun main aur bahut sharmata hun khuun bhi thuka sach-much thuka aur ye sab chalaki thi...
Qateel Shifai
ahbab ko de raha hun dhoka chehre pe khushi saja raha hun...
Farhat Ehsas
hamein jab apna taaruf karana paDta hai na jaane kitne dukhon ko dabana paDta hai...
Zafar Iqbal
muskurate hue milta hun kisi se jo 'zafar' saaf pahchan liya jaata hun roya hua main...
Abbas Qamar
Inhein aankhon ne bedardi se be-ghar kar diya hai Ye aansu qahqaha banne ki koshish kar rahe the...
Explore more on Diwan E Sukhan